sukhe huwe patte ko bhi darti ka vishal ashiyana mil jata hai,
ho leta hai agar pawan k sang to manjil na sahi rasto ka dostana mil jata hai;
hasta hai jab koi khila hua ful use dekh kar..
to uski rooh keh deti hai mushkura kar..
jana aakhir mujhe bhi wahi hai tujhe bhi wahi hai .!.!.